SEARCH RESULTS
Showing search results for ".xngr"
Ghazal MATCHES FOR ".xngr"
Ghazal
ko.ii ka.nghii na milii jis se sulajh paatii vo
zindagii uljhii rahii bramhaa ke darshan kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vaa.n ka.ngar-e-istiGnaa har-dam hai bulandii par
yaa.n naale ko aur ulTaa daavaa-e-rasaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rahtii hai.n aaTh pahar aap ko ka.nghii choTii
apnii zulfo.n me.n giraftaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai.n kinga-e-arsh se par maar ke guzraa
allaah-re rasaa.ii mirii parvaaz to dekho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ka.nghii tirii zulfo.n kii hamii.n par thii muqarrar
aa.iina dikhaate tujhe har baar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
ghaplo.n me.n ek aisaa bhii ghaplaa dikhaa.ii de
ga.njo.n ke haath me.n mujhe kanghaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ka.nghii se itnii der me.n suljhaa.ii ek zulf
ai jaan aadhii raat bakhe.De me.n Dhal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
banaa ke KHuugr-e-ehsaas-e-dard-o-Gam-e-dil ko
hamaare paas se saare hujuum-e-yaas chale
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
ka.nghii se zulf uljhii to dil Tuk.De ho gayaa
aa.iine me.n ye baal pa.De TuuT TuuT ke