SEARCH RESULTS
Showing search results for ".yeh"
Ghazal MATCHES FOR ".yeh"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ki rah na jaa.e.n badan par suraaG paanii ke
lahuu se dho rahe hai.n ham yeh daaG paanii ke
Ashu Jha 'Naqqash'
Ghazal
kaa.nTe rah-e-hayaat me.n har har qadam pe hai.n
phuulo.n kii sej ai 'zakii' yeh zindagii nahii.n
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
ye 'ishq aisaa hii chaska hai kyaa bataa.uu.n tumhe.n
jise bhii lagtaa hai yeh be-hisaab lagtaa hai
Mukhtar Ansari
Ghazal
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Ghazal
Faizi Nizam Puri
Ghazal
tahii zindagii se nahii.n ye fazaa.e.n
yahaa.n saik.Do.n kaarvaa.n aur bhii hai.n