SEARCH RESULTS
Showing search results for "Bismillah"
Ghazal MATCHES FOR "bismillah"
Ghazal
zabaan-e-KHaar se niklii sadaa-e-bismillaah
junuu.n ko jab sar-e-shoriida par savaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
zamaana dekhtaa huu.n kyaa karegaa mudda.ii ho kar
nahii.n bhii ho to bismillaah mere mudda.aa tum ho
Sarshar Sailani
Ghazal
jo siikhnii ho zabaan-e-sukuut bismillaah
KHamoshiyo.n kii mukammal luGaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
lahad me.n aa.e.n nakiirain aa.e.n bismillaah
har ik savaal kaa ham bhii javaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
aa ke jab KHvaab tumhaare ne kahaa bismillaah
dil musaafir thake-haare ne kahaa bismillaah
Zafar Ajmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
qaamat-e-mauzuu.n nazar aa.e mujhe jaa-e-alif
thaa shuruu-e-aashiqii din merii bismillaah kaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo hu.ii so hu.ii jaane do milo bismillaah
jaam-e-mai haath se lo mere piyo bismillaah
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
taaq-e-abruu hai.n pasan-e-tab.a ik dil-KHvaah ke
umr hotii hai basar gumbad me.n bismillaah ke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye dil haazir hai bismillaah vo khole.n girah is kii
agar aasaan hall-e-uqda-e-mushkil samajhte hai.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
dil ko abruu-e-sanam kaa shefta kartii hai aa.nkh
dars detaa hai moallim pahle bismillaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
phir to kyaa hai sunte ho uTho bismillaah
khii.nch kar teG ko aa.o jo sitamgaar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye siina hai ye jigar hai ye dil hai bismillaah
agar KHayaal hai talvaar aazmaane kaa