SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dahaa"
Ghazal MATCHES FOR "Dahaa"
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
shaadii se Gam-e-jahaa.n me.n vo chand ham ne paayaa
hai iid ek din to das roz yaa.n dahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
mai.n KHudaa kaa naam le kar pii rahaa huu.n dosto
zahr bhii is me.n agar hogaa davaa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham nahii.n vo jo kare.n KHuun kaa da.avaa tujh par
balki puuchhegaa KHudaa bhii to mukar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n