SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dahaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dahaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
shaadii se Gam-e-jahaa.n me.n vo chand ham ne paayaa
hai iid ek din to das roz yaa.n dahaa hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
shaadii se Gam-e-jahaa.n me.n vo chand ham ne paayaa
hai iid ek din to das roz yaa.n dahaa hai
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "Dahaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dahaa"
Kulliyat
ham ishq me.n na jaanaa Gam hii sadaa rahegaa
das din jo hai ye mohlat so yaa.n dahaa rahegaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ronaa Tuk ik thamaa to Gam-e-bekaraa.n sahaa
das din rahe jahaan me.n ham so rahaa dahaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
aazurda-dil hazaaro.n marte hii ham sune hai.n
biimaarii-e-dilii kii shaayad nahii.n davaa kuchh
Meer Taqi Meer
Kulliyat
fursat maraz se dil ke hame.n kab hu.ii tanik
tho.Dii bahut chalii hii ga.ii hai davaa hamesh
Meer Taqi Meer
Sher
Dahaa kha.Daa hai hazaaro.n jagah se qasr-e-vajuud
bataa.uu.n kaun sii us kii mai.n ustuvaar taraf
Qayem Chaandpuri
Kulliyat
ham to lage kinaare hu.e Gair ham-kanaar
eko.n kii iid eko.n ke ghar me.n dahaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii