SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dhah"
Ghazal MATCHES FOR "Dhah"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
bante bante Dhah jaatii hai dil kii har taamiir
KHvaahish ke bahruup me.n shaayad qismat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
hirs ke tuufaan me.n Dhah jaa.e.nge saare mahal
shahr me.n darvesh kii ik jho.npa.Dii rah jaa.egii
Khalid Suhail
Ghazal
imaarat Dhah chukii hogii jo saa.nse.n TuuTne se
to phir vo saaya-e-diivaar-e-jaa.n kaisaa lagegaa
Sabir Zafar
Ghazal
zulm kii buniyaad par us ne banaayaa thaa mahal
sabr kii bas ek hii Thokar se vo bhii Dhah gayaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
ik na.ii taamiir kaa sochuu.ngaa phir pahle mujhe
saaf karnii hai zamii.n ik shahr Dhah jaane ke baad
Javed Shaheen
Ghazal
Zafar Imam
Ghazal
dair o haram bhii Dhah ga.e jab dil nahii.n rahaa
sab dekhte hii dekhte viiraana ho gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
Dhah jaa.e jo ik ret kii diivaar kii suurat
ta.amiir havaa.o.n me.n imaarat nahii.n karte
Nashad Aurangabadi
Ghazal
Suleman Khumar
Ghazal
umr se la.Dne ga.e jo KHvaab saare Dhah ga.e
ret ke ghar saare ik mauj ravaa.n me.n bah ga.e
Priyamvada Ilhan
Ghazal
shikasta azm kii diivaar Dhah na jaa.e kahii.n
qadam qadam pe sa.nbhalnaa bahut zaruurii hai