SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gamzo.n"
Ghazal MATCHES FOR "Gamzo.n"
Ghazal
jam.a kar liijiye Gamzo.n ko magar KHuubii-e-bazm
bas vahii.n tak hai ki baazaar na hone paa.e
Shibli Nomani
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hausle dil ke mohabbat me.n jo piste hii rahe
kar ke himmat tire Gamzo.n ke muqaabil to hu.e
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ham ko bhii nahii.n chain tire Gamzo.n se dilbar
jab tak ki nayaa ik sitam iijaad na hove
Meer Hasan
Ghazal
jii adaa ne zulf ne dil hosh Gamzo.n ne liyaa
jins-e-hastii apnii sab Gaarat me.n aa kar baT ga.ii
Meer Hasan
Ghazal
adaa.o.n ke naamo.n ke Gamzo.n ke mujh par
bahut chor pahre biThaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
saKHt patthar hai tiraa naaz but-e-sa.ngiin dil
vo uThaa.e tire Gamzo.n ko jo bandhaanii ho
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
ahbaab bhii Gairo.n kii adaa siikh ga.e hai.n
aate hai.n magar dil ko dukhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
ka.aba o dair me.n yaa chashm-o-dil-e-aashiq me.n
inhii.n do-chaar gharo.n me.n hai Thikaanaa teraa