SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n"
Ghazal
KHaak apnii KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n me.n jaa milii
ehsaanmand-e-gor-e-Gariibaa.n nahii.n hai.n ham
Abr Ahsani Gunnauri
Ghazal
sad shukr aaj ho ga.ii takmiil ishq kii
apne ko KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n banaa diyaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ham e’takaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n na kar sake
daaG-e-jigar ko sho’la-e-raqsaa.n na kar sake
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
ai 'shauq' ronaa aataa hai us bad-nasiib par
jo KHaak-ruub-e-kuucha-e-jaanaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Bilquis Begum
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
elaan-e-diid sunte hii do roz peshtar
aashiq hazaaro.n kuucha-e-jaanaa.n me.n aa ga.e
Boom Merathi
Ghazal
kyaa chale kuucha-e-jaanaa.n kii havaa mere saath
roz aa lagtaa hai ik dasht nayaa mere saath
Saeed Khan
Ghazal
huu.n dafn mar ke kuucha-e-jaanaa.n ke saamne
bulbul kaa aashiyaa.n ho gulistaa.n ke saamne
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
raunaq-e-kuucha-o-baazaar hai.n terii aa.nkhe.n
log saudaa hai.n KHariidaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
jaanib-e-kuucha-o-baazaar na dekhaa jaa.e
Gaur se shahr kaa kirdaar na dekhaa jaa.e
Makhmoor Saeedi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
KHvaar-o-rusvaa na sar-e-kuucha-o-baazaar mile
hai yahii ishq kaa e.azaaz sar-e-daar mile
Makhmoor Saeedi
Ghazal
maal-o-mataa-e-kuucha-o-baazaar bik ga.e
ahd-e-havas me.n sab dar-o-diivaar bik ga.e
Sarfaraz Syed
Ghazal
nahii.n duniyaa me.n sivaa KHaar-o-KHas-e-kuucha-e-dost
sar-e-shoriida kii KHvaahish ba-kulaahe gaahe
Waliullah Muhib
Ghazal
ham hai.n mata-e-kuucha-o-baazaar kii tarah
uThtii hai har nigaah KHariidaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bajaa ki paaband-e-kuucha-e-naaz ham hu.e the
yahii.n se par le ke mahv-e-parvaaz ham hu.e the