SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n"
Nazm MATCHES FOR "KHaak-e-kuucha-e-jaanaa.n"
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ye wo basti hi nahin
zindagii kuucha-e-jaanaa.n kaa safar lagtii thii
apnii manzil kahii.n jannat ke udhar lagtii thii
Qaisarul Jafri
Nazm
online aashiq
facebook kuucha-e-jaanaa.n se hai miltii-jultii
har hasiina yahaa.n mil jaa.egii hiltii-jultii
Khalid Irfan
Nazm
dar-o-rasan
ajiib kuucha-e-rashk-e-jinaa.n thaa dehlii kaa
bahisht kahte hai.n jis ko makaa.n thaa dehlii kaa
Mohammad Ali Tishna
Nazm
subh hai ya sham hai
kuucha-e-jaanaa.n me.n hai Topii-utaaro.n kii muhim
us kii mashq-e-naaz kaa ye ik nayaa iqdaam hai
ismatullah ismat beg
Nazm
kaun samjhega is paheli ko
mai.n abhii lauT kar nahii.n aa.ii
dil ne barso.n se ruu-e-aalam kii KHaak chhaanii hai
Janan Malik
Nazm
kyun tera rah-guzar yaad aaya
kuucha-e-jaanaa.n ke lagaate chakkar
baa'd marne ke bhii jii me.n hai tavaaf
Salahuddin Parvez
Nazm
urdu
har Gazal kuucha-e-jaanaa.n se ziyaada pyaarii
har nazar sher hai tasviir-e-butaan-e-urdu
Anjum Azmi
Nazm
is shahr mein ab aaina-samani karo ho
ik arsa hu.aa kuucha-e-jaanaa.n hu.aa viiraan
phir bhii tum isii shahr kii nigaraanii karo ho
Asra Rizvi
Nazm
kar gae kuch kahan
na kisii haath me.n patthar na kisii haath me.n phuul
kar ga.e kuuch kahaa.n kuucha-e-jaanaa.n vaale
Ahmad Faraz
Nazm
programme
aur raat ko vo KHalvatii-e-kaakul-o-ruKHsaar
bazm-e-tarab-o-kuucha-e-KHuubaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
adbiyat
'ishq ab pairvii-e-'aql-e-KHudaa-daad kare
aabruu kuucha-e-jaanaa.n me.n na barbaad kare