SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHabarii"
Ghazal MATCHES FOR "KHabarii"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHalq kii be-KHabarii hai ki mirii rusvaa.ii
log mujh ko hii sunaate hai.n fasaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
KHushaa vo dil ki saraapaa tilism-e-be-KHabarii ho
junuun o yaas o alam rizq-e-mudda.aa-talabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
saaqii ne diyaa kyaa mujhe ik saaGar-e-sarshaar
goyaa ki do aalam se 'zafar' be-KHabarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
naaKHun-e-be-KHabarii zaKHm banaataa hii rahaa
kuu-e-vahshat me.n to rasta na thaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
shadiid vaar na dushman diler thaa 'mohsin'
mai.n apnii be-KHabarii se magar halaak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
daave the 'zafar' us ko bahut baa-KHabarii ke
dekhaa to mire haal se Gaafil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
KHuu samajh me.n nahii.n aatii tire diivaano.n kii
daamano.n kii na KHabar hai na girebaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
hosh-o-Gaflat se bahut duur hai kaifiyyat-e-ishq
us kii har be-KHabarii manzil-e-irfaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
KHud mujh ko bhii taa-der KHabar ho nahii.n paa.ii
aaj aa.ii tirii yaad is aahista-ravii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
soch kaa zahr na ab shaam-o-sahar de ko.ii
aam hai be-KHabarii aisii KHabar de ko.ii
Tanveer Samani
Ghazal
raah taktii hai kisii aur jagah KHush-KHabarii
mai.n magar aur hii raste se bulaayaa gayaa huu.n
Abid Malik
Ghazal
aap-apne ko bhulaanaa ko.ii aasaan nahii.n
ba.Dii mushkil se miyaa.n be-KHabarii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
marne kaa pata de mire jiine kaa pata de
ai be-KHabarii kuchh mire hone kaa pata de