SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHam-e-kamaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHam-e-kamaa.n"
Ghazal
kitne hii tiir KHam-e-dast-o-kamaa.n me.n ho.nge
jin ke sofaar abhii se mirii jaa.n me.n ho.nge
Tauseef Tabassum
Ghazal
junuun-e-shauq mirii hasrato.n se kam kyo.n ho
vafaa kii raah me.n ye laGzish-e-qadam kyo.n ho
Majeed kham Ganwi
Ghazal
mehraab-e-kaaba jab se hai teraa KHam-e-kamaa.n
said-e-haram samajhte hai.n naavak-fagan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kin dukho.n ne cham-o-KHam tamaam chhiin liyaa
shu.aa-e-mahr se ham bhii sharar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chhalaktii aa.e ki apnii talab se bhii kam aa.e
hamaare saamne saaqii ba-saaGar-e-jam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
jo tirii mahfil se zauq-e-KHaam le kar aa.e hai.n
apne sar vo KHud hii ik ilzaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tashriif shab-e-va.ada jo vo laa.e hu.e hai.n
sar KHam hai nazar niichii hai sharmaa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
jo sarfaraaz the sar un ke KHam dikhaa.ii diye
jahaa.n-jahaa.n tire naqsh-e-qadam dikhaa.ii diye
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ham laakh bad-maza hu.e jaam-e-hayaat se
jiine kii pyaas thii ki kabhii kam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
qad tavaazo.a me.n hai KHam misl-e-kamaa.n
raast-kaarii me.n misaal-e-tiir huu.n
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
hadaf-e-naavik-e-mizgaan-o-kamaa.n abruu thaa
na ta.Daptaa shab-e-furqat dil-e-bismil kyuu.nkar
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
nishaana ek hai aur saath saath chaltaa hai
yahii to rishta-e-tiir-o-kamaan Thahregaa