SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHasta-jigar"
Ghazal MATCHES FOR "KHasta-jigar"
Ghazal
jo hai burhaan-puur ik shahr-e-mash.huur
vatan hai 'haaziq'-e-KHasta-jigar kaa
Fakhruddin Haziq
Ghazal
ziyaarat karuu.n dil se KHasta-jigar kii
kahaa.n hogii yaarab mazaar-e-garebaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil to misaal-e-sa.ng hai TuuTegaa kyaa bhalaa
KHasta-jigar kaa haal karuu.n to Gazal kahuu.n
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
jal ke marnaa chaahiye thaa garmii-e-iKHlaas me.n
haif diivaana hu.aa KHasta-jigar kaafii hai kyaa
Kamal Kataria Karan
Ghazal
hame.n bhii pyaar se dekho ki ham hai.n KHasta-jigar
Gam-e-zamaana ke maare hu.e sataa.e hu.e
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ash.aar-e-Gazal 'miir' ke lahje me.n na likkho
sun.ne ko tumhe.n KHasta-jigar aate hai.n kitne
Shehab Kazmi
Ghazal
muudaam hii mushabbak-e-mizhgaan-e-yaar hai
lekin na is qadar rahe KHasta-jigar ki ham
Taban Abdul Hai
Ghazal
Urooj Qadri
Ghazal
ik KHasta-jigar aashiq ro ro ke ye kahtaa thaa
aasaan hai har mushkil gar de.n na daGaa aa.nsuu
Ameen Hazin
Ghazal
aisaa asiir KHasta-jigar mai.n sunaa nahii.n
har aah 'miir' jis kii hai jaa.n-kaah kaun hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nahii.n gar ba-kaam-e-dil-e-KHasta garduu.n
jigar-KHaaii-e-josh-e-hasrat salaamat
Mirza Ghalib
Ghazal
sameTaa jaa.e sad-paara jigar yaaro ki ham ne
tamaashaa-e-dil-e-KHasta manaanaa bhii nahii.n hai
seemab zafar
Ghazal
kis raah gayaa lailaa kaa mahmil nahii.n ma.aluum
hai baadiya reg aur hame.n manzil nahii.n ma.aluum
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hamaarii fikr bhii KHasta hamaare kaar Galat
hamaarii jast ne baKHshaa hame.n hisaar Galat
Masood Hassas
Ghazal
chaarasaaz-e-zaKHm-e-dil vaqt-e-rafuu rone lagaa
jii bhar aayaa diida-e-sozan lahuu rone lagaa