SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHasta-jigar"
Nazm MATCHES FOR "KHasta-jigar"
Nazm
guzra hua din
kis ke ezaaz me.n ye saa.e nikal aa.e hai.n
aaj kyaa bazm me.n vo KHasta-jigar aayaa hai
Muneebur Rahman
Nazm
fariyaad-e-bewa
KHasta-jigar ho tum bhii ho dil-figaar tum bhii
haalat hai vo hamaarii ho ashk-baar tum bhii
Master Basit Biswani
Nazm
zard-chameli
ye kis ke qadmo.n kii chaap aa.ii..... kaun aayaa
ye baam-o-dar ab jo KHasta-jaa.n hai.n
Sufia Anjum Taj
Nazm
jafa-e-dil-shikan
ye na.ii hai gardish-e-charKH-e-kuhan
dushman-e-jaa.n hai jafaa-e-dil-shikan
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
ramayan ka ek scene
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
laKHt-e-jigar
apnaa laKHt-e-jigar chho.D aa.ii
vo naa-KHvaasta tiflak-e-be-pidar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sarmaya-e-jaan
ye sab ne dekhaa
ki saaz-e-gul se nikal ke KHushbuu kaa ek jho.nkaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
ghibat na karo
ik javaan ik mard-e-daanaa ke qariib
aayaa aur minnat se bolaa ai habiib
Banne Miyan Jauhar
Nazm
lakDi ka ghoDa
banaayaa hai ham ne ye lak.Dii kaa gho.Daa
sa.Daa-sa.D sa.Daa-sa.D lagaate hai.n ko.Daa
Unknown
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
shikast-e-husn
kho.e hu.e hai.n sar ko jhukaa.e hu.e hai.n aap
jaise ki baar-e-ishq uThaa.e hu.e hai.n aap
Habeeb Jaunpuri
Nazm
Belladonna!
usii jagah se dhundlaayaa hai har aa.iina
jahaa.n-jahaa.n par aks ThiThak kar Thahar gayaa hai
Ambarin Salahuddin
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
ye ta.aliim gar mil bhii jaa.e to kyaa hai
ye school hai ik KHaraabo.n kii duniyaa
Asna Badr
Nazm
hairani ka bojh
miTTii kii diivaar pe ik khuu.nTii se laTkii
merii yaado.n kii zambiil