SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHatar"
Ghazal MATCHES FOR "KHatar"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
thii nigah merii nihaa.n-KHaana-e-dil kii naqqaab
be-KHatar jiite hai.n arbaab-e-riyaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saath manzil thii magar KHauf-o-KHatar aisaa thaa
umr-bhar chalte rahe log safar aisaa thaa
Rahat Indori
Ghazal
dil ke makaa.n se KHauf ke saa.e na chhaT sake
raste to duur duur talak be-KHatar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dahliiz paar kar na sake aur lauT aa.e
shaayad musaafiro.n ko KHatar baam-o-dar kaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
KHatar hai rishta-e-ulfat rag-e-gardan na ho jaave
Guruur-e-dostii aafat hai tuu dushman na ho jaave
Mirza Ghalib
Ghazal
ab us ke tarz-e-tajaahul ko kyaa kahe ko.ii
vo be-KHabar to nahii.n phir bhii be-KHabar saa lage
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kyuu.n har ik raah me.n vahshat sii barastii hai yahaa.n
ek ik mo.D pe ye KHauf-o-KHatar kaisaa hai
Suleman Khumar
Ghazal
nashshe me.n surKH rang tahii-az-KHatar nahii.?
ho.nTo.n ko ahmarii.n na karo mai.n nashe me.n huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kyaa KHabar zaahid-e-qaane ko ki kyaa chiiz hai hirs
us ne dekhii hii nahii.n kiisa-e-zar kii suurat