SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHauf-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHauf-e-jaa.n"
Ghazal
Nasr Ghazali
Ghazal
Ajiz Matvi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
alfaaz ke teshe se ai 'jaan' taraash us ko
patthar ke libaade me.n poshiida jo hiiraa hai
Jan Kashmiri
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
jab ko.ii siina-e-girdaab pe ubhraa qatra
yaad aaya dil-e-pur-KHuu.n ke lahuu kaa qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
bahut raahat-rasaa.n hai KHauf-e-jaa.n bhii
sulagtii rut me.n ThanDe ho rahe hai.n
Zaheer Rahmati
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
parvaana kuu.n nahii.n hai magar KHauf-e-jaa.n 'siraaj'
naahaq chalaa hai shola-e-diidaar kii taraf
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mustaqil rahtaa hai mere saath saa.e kii tarah
ek mub.ham KHauf-e-jaa.n jo meraa dushman de gayaa
Umar Quraishi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din