SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHitte"
Ghazal MATCHES FOR "KHitte"
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
sard KHitte me.n sulagtaa hu.aa jangal thaa badan
aag se niklaa to barfaab me.n aayaa hu.aa thaa
Hasan Abbasi
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
ye dasht vaale miyaa.n hijr gungunaate hai.n
har ek KHitte kaa qaumii taraana hotaa hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
navaah-e-jism nahii.n garche regzaar se kam
yahaa.n bhii KHitte ka.ii hai.n hare shajar vaale
Hasan Aziz
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
ham aazaad parinde saarii duniyaa apnii hai
KHitte kaa baashinda rahnaa ham ko nahii.n manzuur
Alam Khursheed
Ghazal
Jawayd Anwar
Ghazal
KHushk mashkiiza-e-hulquum kii nigaraanii me.n
pyaas ke KHitte ko dariyaa se alag rakkhaa hai
Shahid Kamal
Ghazal
mere ho.nTo.n hii pe u.Dtii rahii aavaaz kii raakh
kaise lau de ye kisii KHitt-e-barfaanii me.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
mustaqil kaise rahe jism ke KHitte kaa nizaam
hukmraa.n roz mire dil me.n nayaa baiThtaa hai
Ali Shiran
Ghazal
chand aise bhii masiihaa hai.n mere KHitte me.n
jin se biimaar ko achchhaa nahii.n dekhaa jaataa
Shashank Singh Thakur Saahil
Ghazal
nahii.n hai bahr-o-bar me.n aisaa mere yaar ko.ii
ki jis KHitte kaa miltaa ho na da.avedaar ko.ii
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
dil kii jo saakh thii jazbaat ke KHitte me.n rahii
dard mash.huur magar saare zamaane me.n hu.aa