SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuda-e-bartar-o-aalaa"
Ghazal MATCHES FOR "KHuda-e-bartar-o-aalaa"
Ghazal
mai.n jis kii zad me.n rahaa aaKHirii tasallii tak
KHuda-e-bartar-o-aalaa vo silsila kyaa thaa
Javed Nasir
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
judaa hai raah kisii kii kisii se ai 'bartar'
janaab-e-shaiKH kii rind-e-KHaraab kyaa jaane
Bartar Madrasi
Ghazal
Bartar Madrasi
Ghazal
yahaa.n kabhii na banii hai kisii kii ai 'bartar'
kaTegii chain se kyaa zer-e-aasmaa.n merii
Bartar Madrasi
Ghazal
muKHtalif Dhab se ibaadat hai KHudaa kii har jaa
ka.aba-e-paak me.n girjaa me.n sanam-KHaane me.n
Bartar Madrasi
Ghazal
Bartar Madrasi
Ghazal
tauba hu.ii qubuul ba-vaqt-e-aKHiir bhii
baab-e-karam KHudaa kaa hamesha khulaa milaa
Bartar Madrasi
Ghazal
ek hai mausam KHizaa.n kaa ek hai fasl-e-bahaar
daur-e-piirii hai alag ahd-e-javaanii hai alag
Bartar Madrasi
Ghazal
KHudaa-e-aalii-o-bartar se maa.ng rakkhii thii
vo haajate.n ki zamaane se raazdaarii thii
Mehr Husain Naqvi
Ghazal
zahe-nasiib mohammad kaa naam-levaa huu.n
hai laakh shukr KHudaa-e-buzurg-o-bartar kaa
Rafiq Raaz
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai KHudaa zabt ke zindaa.n me.n ko.ii dar kar de
yaa use mom banaa yaa mujhe patthar kar de
Zafar Ibn-e-Mateen
Ghazal
jin zabaano.n pe hai haq baat KHudaa-e-bartar
un zabaano.n ko asar-daar banaa detaa hai
Samar Koswi
Ghazal
hujuum-e-ranj-o-alam hai ye niim-jaa.n ke liye
jafaa vo karte hai.n 'aashiq pe imtihaa.n ke liye
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tamaashaa dekhiye vo ba.ad-e-qatl bhuul gayaa
ki mere dar pe ko.ii kushta-e-adaa bhii hai
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
jalva-e-husn-e-KHudaa-daad dikhaa kar dilbar
misl-e-aa.iina kiyaa aap ne hairaa.n mujh ko