SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHulq"
Ghazal MATCHES FOR "KHulq"
Ghazal
ajiib KHulq se ik ajnabii musaafir ne
hame.n KHilaaf-e-tavaqqo.a bulaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo KHulq se pesh aate hai.n jo faiz-rasaa.n hai.n
hai.n shaaKH-e-samar-daar me.n gul pahle samar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
tasavvuf tabaddul hai aadaat-e-bad kaa
ta.arruf natiija hai KHulq-e-hasan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kyuu.n kusht-e-e'tibaar bhii sarsar kii zad me.n ho
kyaa intizaar-e-KHulq se fasl-e-hunar kaTe
Atta Shad
Ghazal
mushkil bahut hai phir bhii zamaane me.n ai 'zakii'
mehr-o-vafaa-o-KHulq kaa paikar talaash kar
Kaukab Zaki
Ghazal
Abdul Malik Soz
Ghazal
KHanda-ruu.ii ke saath sab se milo
KHulq insaan kii nishaanii hai
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
Nazir Al-Husaini
Ghazal
insaaniyat ke shaah uKHuvvat ke taajvar
in sab ke husn-e-KHulq kii aadat ko kyaa hu.aa
Mohsin Usmani
Ghazal
aap ke KHulq se 'diivaan' sabhii yakjaa hai.n
varna landan me.n to rahte rahe fankaar judaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tire mizaaj tire KHulq terii KHuu me.n rahaa
ye inkisaar tirii zaat me.n lahuu me.n rahaa
Shakeel Ahmad Shakeel
Ghazal
KHuluus-o-KHulq-o-mohabbat kii chaah paidaa kar
magar na is me.n kabhii ishtibaah paidaa kar
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
dirham milaa bhii mun.im-e-kaj-KHulq se agar
ik daaG ban ke vo kaf-e-saa.il me.n rah gayaa