SEARCH RESULTS
Showing search results for "Mohammad Sharif Abdul Rehman Shaikh"
Ghazal MATCHES FOR "mohammad sharif abdul rehman shaikh"
Ghazal
mohabbat kaa jise irfaa.n nahii.n hai
vo sab kuchh hai magar insaa.n nahii.n hai
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
jaan aa.nkho.n me.n rahii jii se guzarne na diyaa
achchhii diidaar kii hasrat thii ki marne na diyaa
Shaikh Abdul Lateef Tapish
Ghazal
jaan aa.nkho.n me.n rahii jii se guzarne na diyaa
achchhii diidaar kii hasrat thii ki marne na diyaa
Shaikh Abdul Lateef Tapish
Ghazal
dil un kii mohabbat kaa jo diivaana lage hai
ye aisii haqiiqat hai jo afsaana lage hai
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
kisii ke Gam kaa rahaa paas is qadar 'shaariq'
ki bhuul kar bhii mohabbat me.n muskuraa na sake
Shariq Merthi
Ghazal
kisii ke Gam kaa rahaa paas is qadar 'shaariq'
ki bhuul kar bhii mohabbat me.n muskuraa na sake
Shariq Merthi
Ghazal
Shariq Merthi
Ghazal
jis ne baKHshaa thaa mujhe dard-e-mohabbat 'shaariq'
us nazar se bhii ilaaj-e-Gam-e-pinhaa.n na hu.aa
Shariq Merthi
Ghazal
shariik-e-dard-e-mohabbat ko.ii nahii.n hotaa
kisii se daad-e-mohabbat kabhii nahii.n miltii
Raz Chandpuri
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
kabhii Guruur kabhii be-ruKHii kabhii nafrat
shabiih-e-josh-e-mohabbat badaltii rahtii hai
Shakeb Jalali
Ghazal
shaiKH jii aaj to dastaar-e-faziilat bhii nahii.n
rehn kyaa us ko bhii rakh aa.e ho mai-KHaane me.n
Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri
Ghazal
ye kyaa sitam-zariifii-e-fitrat hai aaj-kal
begaangii shariik-e-mohabbat hai aaj-kal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai shaiKH qadam rakhiyo na is raah me.n zinhaar
hai sub.ha-shikan rishta-e-zunnaar-e-mohabbat
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
saamaan-e-gul-faroshii-e-raahat na kar sake
raahat ko ham shariik-e-mohabbat na kar sake