SEARCH RESULTS
Showing search results for "ThanDaa"
Ghazal MATCHES FOR "ThanDaa"
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
dekh kar Gair ko ho kyuu.n na kalejaa ThanDaa
naala kartaa thaa vale taalib-e-taasiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
kii us ne garm siina-e-ahl-e-havas me.n jaa
aave na kyuu.n pasand ki ThanDaa makaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ThanDaa hai garm-joshi-e-afsurdagii se jii
kaisaa asar ki naala-o-afGaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ho gayaa charKH-e-sitamgar kaa kaleja ThanDaa
mar ga.e pyaas se dariyaa ke kinaare bachche
Bedil Haidri
Ghazal
maut kyaa aa.ii tap-e-furqat se sehat ho ga.ii
dam nikalne se badan ThanDaa hu.aa ranjuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
barbariyat kii jahaa.n me.n garm-baazaarii hu.ii
aadmiyyat kii rago.n me.n KHuun ThanDaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
javaan jismo.n ko ThanDaa na kar sake lekin
havaa ke jho.nke diyaa to bujhaa ga.e hote
Mohammad Alvi
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
hathelii se ThanDaa dhu.aa.n uTh rahaa hai
yahii KHvaab har martaba dekhtii huu.n
Fariha Naqvi
Ghazal
tuufaanii baarish ghar me.n sailaab kaa aalam
ThanDaa chuulhaa bhuukaa bachpan yaad aataa hai