SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tikte"
Ghazal MATCHES FOR "Tikte"
Ghazal
jo puuchhnaa hai puuchh le aur chho.D raasta
Tikte nahii.n kisii bhii jagah ham faqiir log
Hosh Jaunpuri
Ghazal
mar-miTe jab se ham us dushman-e-dii.n par saahab
paa.nv Tikte hii nahii.n apne zamii.n par saahab
Husain Majrooh
Ghazal
Tikte nahii.n kahii.n bhii qadam aarzuu.o.n ke
phe.nkaa hai jab se terii zamii.n ne KHalaa me.n huu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
KHizaa.n me.n pe.D pe patte zaraa nahii.n Tikte
bahaar aate hii rishte nibhaane lagte hai.n
Mohammad Kaleem Ziya
Ghazal
u.Dte lamho.n ko paka.Dne kii tamannaa hai abas
ye parinde to kabhii Tikte nahii.n ashjaar par