SEARCH RESULTS

Showing search results for "aa.e.n"

  • ALL
  • BOOKS
  • DICTIONARY
  • POETS
  • GHAZALS
  • NAZMS
  • SHER

Advanced FILTER

Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches

Okay

Ghazal MATCHES FOR "aa.e.n"

Ghazal

ab aa.e.n yaa na aa.e.n idhar puuchhte chalo
kyaa chaahtii hai un kii nazar puuchhte chalo

Sahir Ludhianvi
Ghazal

jinhe.n ham kabhii na bhulaa sake
kabhii yaad un ko bhii aa.e.n to

Roopa Mehta Naghma
Ghazal

kaash mil jaa.e kahii.n phir vahii aa.iina-sifat
naqsh be-rabt bahut hai.n inhe.n chehra kar aa.e.n

Shariq Kaifi
Ghazal

dar-o-diivaar pe hijrat ke nishaa.n dekh aa.e.n
aa.o ham apne buzurgo.n ke makaa.n dekh aa.e.n

Qaisarul Jafri
Ghazal

un ko bulaa.e.n aur vo na aa.e.n to kyaa kare.n
bekaar jaa.e.n apnii du.aa.e.n to kyaa kare.n

Akhtar Shirani
Ghazal

ishq se kaise ba.az aa.e.n ham ishq to apnaa dharm hu.aa
jis din ishq se naata TuuTaa samjho kirya-karm hu.aa

Zuhoor Nazar
Ghazal

vo log aa.e.n jinhe.n hausla ziyaada hai
Gazal me.n KHuun kaa masraf zaraa ziyaada hai

Shakeel Jamali
Ghazal

kis anmol pashemaanii kii daulat hai in aa.ankho.n me.n
palko.n par do aa.nsuu jhamke.n motii ke se daane do

Fay Seen Ejaz
Ghazal

manzile.n laakh kaThin aa.e.n guzar jaa.uu.ngaa
hausla haar ke baiThuu.ngaa to mar jaa.uu.ngaa

Saqi Amrohvi
Ghazal

safar se kis ko mafar hai lekin ye kyaa ki bas reg-zaar aa.e.n
kahii.n ko.ii saa.ebaan bhii de ki gard-e-vahshat utaar aa.e.n

Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal

ham na bhuule kabhii un aa.nkho.n ko
vo charaaGo.n kaa safar dariyaa me.n

Iqbal Anjum
Ghazal

dono.n jahaa.n kii saarii puu.njii baar hu.ii hai jin naaqo.n par
mard-e-gadaa ke haath me.n kyuu.nkar un naaqo.n kii mahaare.n aa.ii.n

Ijtiba Rizvi
Ghazal

harf larzaa.n hai.n ki ho.nTo.n pe vo aa.e.n kaise?
raah me.n aaho.n ke sho.ale hai.n bujhaa.e.n kaise?

Ateeq Asar
Ghazal

shikaayat na karnaa 'aziiz' un kii hargiz
ki shaayad vo big.Dii banaa.e.n tumhaarii

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati
Ghazal

aa.e.n vo laakh dekhne vaalo.n ke saamne
uThtii hai aa.nkh mahr-jamaalo.n ke saamne

Sahir Siyalkoti
Ghazal

ye phuul patte chaa.ndnii ye suurate.n man-mohnii
aise me.n apnii jaa.nkanii un se chhupaa.e.n kis tarah

Qamar Jameel
Ghazal

din dekhaa to chehra teraa yaad aayaa
raat ke dekhe zulf kii raate.n yaad aa.e.n

Rashid Hasrat
Ghazal

dil ke ghaav bhii kaam aa.e.n mujhe
dekh kar log muskuraa.e.n mujhe

Ahmad Aqeel
Ghazal

idhar bhii aa.e.n kabhii dhuup ke sataa.e hu.e
shajar kha.De hai.n sar-e-raah sar jhukaa.e hu.e

Rahman Khawar
Ghazal

jaur se baaz aa.e par baaz aa.e.n kyaa
kahte hai.n ham tujh ko mu.nh dikhlaa.e.n kyaa

Mirza Ghalib
Load More
Best poetry resource in urdu
Best poetry resource in urdu

POETRY

  • POETS
  • SHER
  • DICTIONARY
  • E-BOOKS
  • PROSE
  • BLOG
  • SHAYARI
  • QUIZ
  • QAAFIYA
  • more

    MORE

    • About Us
    • About The Founder
    • Rekhta in News
    • Career
    • Contact Us
    • FAQ

    More from Rekhta

    • Rekhta Foundation
    • Rekhta Dictionary
    • Sufinama
    • Hindwi
    • Jashn-e-Rekhta
    • Aamozish
    Search
    ENG
    • ENG
    • HIN
    • URD
    Notification
    Rekhta Foundation

    Devoted to the preservation & promotion of Urdu

    Rekhta Dictionary

    A Trilingual Treasure of Urdu Words

    Sufinama

    Online Treasure of Sufi and Sant Poetry

    Hindwi

    World of Hindi language and literature

    AAMOZISH

    The best way to learn Urdu online

    Donate
    Get App
    • POETS
    • SHER
    • DICTIONARY
    • E-BOOKS
    • PROSE