SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-siimaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iina-siimaa.ii"
Ghazal
kyuu.n na ho shauq tire dar pe jabii.n-saa.ii kaa
us me.n jauhar hai mirii aa.iina-siimaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
dhyaan kii mauj ko phir aa.ina-siimaa kar le.n
kuchh tajallii kii huzuurii kaa bhii yaaraa kar le.n
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jalva-gar hai is me.n ai 'siimaab' ik duniyaa-e-husn
jaam-e-jam se hai ziyaada dil kaa aa.iina mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' jab is dil me.n tasviir nahii.n un kii
ye aa.ina dhu.ndlaa hai ye aa.ina kyaa hogaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sab ko maqbuul hai da.avaa tirii yaktaa.ii kaa
ruu-ba-ruu ko.ii but-e-aa.ina-siimaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
do.ii aisii miTii aaKHir ki ab aa.iine ke badle
tujhii ko ai but-e-aa.iina-siimaa dekh letaa huu.n
Mohsin Darbhangwi
Ghazal
vo but-e-aa.iina-siimaa ziinat-e-pahluu hai 'naaz'
aaj to ham bhii nasiibe ke sikandar ho ga.e
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
pyaar kaa apnaa muqaddar hai judaa.ii 'siimaa'
varna har raat hii aa.nchal me.n qamar jaagtaa hai
Seema Abidi
Ghazal
vo aa.ina-siimaa hai dil-e-saKHt-aduu me.n
botal me.n utarte hu.e shiisha nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kar na de.n us ko mukaddar kahii.n aa.h-e-'beKHud'
aap us aa.iina-siimaa ko nahii.n jaante kyaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dikhaa.egii mohabbat ek din un ko asar apnaa
samaa.ii dil me.n jo un ke vo mere dil se niklegii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
tumhaare vasl se Thahregaa ye dil-e-be-taab
baGair aa.ina siimaab ko qaraar kahaa.n
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
tumhaare jaane se patthar me.n Dhal chukii 'siimaa'
tumhaare lauT ke aane se kuchh nahii.n hogaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
duniyaa hai is kii shaahid is shahr-e-be-amaa.n ne
jis me.n anaa samaa.ii vo sar kuchal diyaa hai