SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iyo"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iyo"
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
apne saudaa-zadagaa.n se ye kahaa hai us ne
chal ke ab aa.iyo pairo.n pe saro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashufta-sar hai.n muhtasibo mu.nh na aa.iyo
sar bech de.n to fikr-e-dil-o-jaa.n aduu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.iyo ai ashk ab bahne lagaa hai KHuun-e-garm
bhejiyo paanii ki aatish-baar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
shitaab aa.iyo Thahraa rakhe.nge ham us ko
jo jaa.n labo.n pe shab-e-intizaar Thahregaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bach jaa.iyo.n kambaKHt mirii baKHt-e-siyah se
yaa.n aa.iyo to ai shab-e-hijraan samajh kar
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
fuGaan-e-dard labo.n par na aa.iyo zinhaar
mirii saliiqa-shi.aarii pe baat aatii hai
Akhtar Ansari
Ghazal
kahte ho roz ham se yahii kal ko aa.iyo
kyaa KHuu nikaalii hai ye sataate ho ham ko kyaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham jaise faqiiro.n ko to yuu.n bhii na kahe vo
phir aa.iyo kuchh is gha.Dii maujuud nahii.n hai