SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-teG"
Ghazal MATCHES FOR "aab-e-teG"
Ghazal
shikva kiyaa ho mere lab-e-zaKHm ne kabhuu
to mujh pe aab-e-teG ilaahii haraam ho
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
dho.uu.n sad-aab-e-teG se ai pamba jo kabhuu
daaman se tere daaman daaG-e-jigar mile
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
chhi.Dkaav aab-e-teG kaa hai kuu-e-yaar me.n
paa.nv is zamii.n pe rakhiye zaraa phuu.nk phuu.nk kar
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye tishnagii-e-shahaadat kaa iqtizaa ab hai
ki aab-e-teG-e-sitam zahr me.n bujhaa ke piyuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ye mauj taa-ki safiine ko garm-rau rakkhe
kuchh aag KHema-e-aab-e-ravaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
teG kaa phal khaayaa aab-e-teG pii kar so rahe
kasrat-e-aab-o-Gizaa se vaaqa.ii aatii hai nii.nd
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
na puuchh siina-e-aashiq se aab-e-teG-e-nigaah
ki zaKHm-e-rauzan-e-dar se havaa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa