SEARCH RESULTS
Showing search results for "aachuk"
Ghazal MATCHES FOR "aachuk"
Ghazal
yaa.n se jaane ko hai.n vo aachuk kahii.n
kyaa balaa ai abr-e-rahmat ho ga.ii
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
vo jaantaa hai nishaana achuuk hai meraa
vo mujh se TuuTii hu.ii bhii kamaan maa.ngegaa
Taruna Mishra
Ghazal
unhe.n yaqiin hai merii kamaa.n me.n rahte hai.n
achuuk ilm ke tarkash me.n tiir rakhtaa huu.n
Mahmood Nashtari
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
chamak rahaa hai ufuq tak Gubaar-e-tiira-shbii
ko.ii charaaG safar par ravaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
dil ke ufuq tak ab to hai.n parchhaa.iyaa.n tirii
le jaa.e ab to dekh ye vahshat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ufuq to kyaa hai dar-e-kahkashaa.n bhii chhuu aa.e.n
musaafiro.n ko agar chaa.nd kaa ishaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
ufuq pe duur chamaktaa hu.aa ko.ii taaraa
mujhe charaaG-e-dayaar-e-habiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kisii ke saath nahaate hai.n tez baarish me.n
libaas gajre ufuq aa.nkh zulf ho.nT ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
ham ne to raat ko daa.nto.n se paka.D kar rakkhaa
chhiinaa-jhapTii me.n ufuq khultaa gayaa jaate hu.e
Gulzar
Ghazal
vaqt ne aise ghumaa.e ufuq aafaaq ki bas
mehvar-e-gardish-e-saffaak se KHauf aataa hai