SEARCH RESULTS
Showing search results for "aadatan"
Ghazal MATCHES FOR "aadatan"
Ghazal
guzre hai.n mai-kade se jo tauba ke baa'd ham
kuchh duur aadatan bhii qadam la.Dkha.Daa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
muhiib chup me.n aahaTo.n kaa vaahima havaa
mai.n sar se paa.nv tak tamaam kaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
udaas bas aadatan huu.n kuchh bhii hu.aa nahii.n hai
yaqiin maano kisii se ko.ii gila nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
aadatan aa.nkh chhalak uTThii hai ha.nste ha.nste
tuu mire dost bilaa-vaj.h pareshaan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
aadatan mai.n kisii ehsaas ke piichhe lapkaa
daf.atan ek Gazal dasht-e-suKHan se niklii
Aziz Nabeel
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ek hii mausam vahii manzar khaTakne lagtaa hai
sach ye hai ham aadatan badlaa.o ke shauqiin hai.n