SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagosh-e-hasrat"
Ghazal MATCHES FOR "aagosh-e-hasrat"
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
vo jaisaa chaahegaa vaisaa karegaa ai 'hasrat'
kisii ko Thiik kisii ko KHaraab kar degaa
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
mujhe bhii hairat-o-'hasrat' ne but banaa Daalaa
tujhe bhii zindagii aa.ii na raas darvaaze
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
Gam-e-zamaana Gam-e-aarzuu Gam-e-‘hasrat’
mirii hayaat ko kuchh aur maah-o-saal to de
Hasrat Shadani
Ghazal
lagaa ke KHaana-e-'hasrat' me.n aag kahte hai.n
is aag se na kabhii dekhnaa dhu.aa.n nikle
Hasrat Shadani
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaa
guhar baari-e-tabaa-e-hasrat nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
bazm-e-daanish me.n na mu.nh kholnaa apnaa 'hasrat'
tujh se ummiid nahii.n mujh ko samajhdaarii kii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
hai dil-e-masruur-e-'hasrat' ik tarab-zaar-e-umiid
phuu.nk Daale gar na is gulshan ko naar-e-intizaar
Hasrat Mohani
Ghazal
ataa ho soz vo yaa rab junuun-e-'hasrat' ko
ki jis se puKHta ye saudaa-e-KHaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
ik baar thaa sar gardan-e-'hasrat' pe rahe.nge
qaatil tirii shamshiir ke ehsaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
pa.Dho ki haal kii taariiKH hai raqam 'hasrat'
jalii huruuf me.n ruudaad-e-inqalaab huu.n mai.n
Hasrat Kazmi
Ghazal
achchhaa hu.aa ki KHaatir-e-'hasrat' se haT ga.ii
haibat sii ik jo KHatra-e-daar-o-rasan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
ye alag baat ki ustaad nahii.n hai 'hasrat'
she'r-go.ii me.n bulaa.e.n sabhii ustaaz ki aa