SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalim"
Ghazal MATCHES FOR "aalim"
Ghazal
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
hijr karte yaa ko.ii vasl guzaaraa karte
ham bahar-haal basar KHvaab tumhaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab hu.ii hai.n mohabbate.n kaisii
lahuu me.n naach rahii hai.n ye vahshate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
banaa gulaab to kaa.nTe chubhaa gayaa ik shaKHs
hu.aa charaaG to ghar hii jalaa gayaa ik shaKHs
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
havaa-e-ra.ng-e-do-aalam me.n jaagtii hu.ii lai
'aliim' hii kahii.n naGma-saraa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
vahshate.n kaisii hai.n KHvaabo.n se ulajhtaa kyaa hai
ek duniyaa hai akelii tuu hii tanhaa kyaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
ajiib thii vo ajab tarah chaahtaa thaa mai.n
vo baat kartii thii aur KHvaab dekhtaa thaa mai.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
dukhe hu.e hai.n hame.n aur ab dukhaa.o mat
jo ho ga.e ho fasaana to yaad aa.o mat
Obaidullah Aleem
Ghazal
ko.ii dhun ho mai.n tire giit hii gaa.e jaa.uu.n
dard siine me.n uThe shor machaa.e jaa.uu.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
azaab aa.e the aise ki phir na ghar se ga.e
vo zinda log mire ghar ke jaise mar se ga.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
zamiin jab bhii hu.ii karbalaa hamaare liye
to aasmaan se utraa KHudaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
javaanii kyaa hu.ii ik raat kii kahaanii hu.ii
badan puraanaa hu.aa ruuh bhii puraanii hu.ii