SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamad-o-shud"
Ghazal MATCHES FOR "aamad-o-shud"
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud ko vabaal kar ke bhii
vo KHush nahii.n hai hamaaraa ye haal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
ruke hai aamad-o-shud me.n nafas nahii.n chaltaa
yahii hai hukm-e-ilaahii to bas nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Ghazal
sadaa-e-aamad-o-shud baa.is-e-safar thii 'kamaal'
nafas nafas mujhe apne lahuu kaa pyaasaa lagaa
Abdullah Kamal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
fanaa hii kaa hai baqaa naam duusraa 'anjum'
nafas kii aamad-o-shud maut kaa taraana hai
Mahaveer Parshad Anjum
Ghazal
miraa vujuud musallaa thaa raat bhar mai.n ne
nafas kii aamad-o-shud se namaaz qaa.em kii
Shahram Sarmadi
Ghazal
kabhii talaash kiyaa to vahii.n milaa hai vo
nafas kii aamad-o-shud me.n jahaa.n KHalaa saa hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
hai jo aGyaar ke har dam kii tirii aamad-o-shud
jism me.n jaan hamaarii safarii rahtii hai
Waliullah Muhib
Ghazal
zinda huu.n merii aamad-o-shud se hai kaa.enaat
aa.uu.ngaa kaal hai miraa mar kab gayaa huu.n mai.n
Krishna Mohan
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud kii hai be-nishaa.n manzil
kahaa.n pe jaa ke ruke kaarvaa.n nahii.n ma.aluum
Natiq Azmi
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud bhii hai saanehe kii tarah
gavaah rah ki tiraa ham-nafas rahaa huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
ye mere ahd kii maKHluuq jii rahii hai magar
nafas kii aamad-o-shud par madaar hai is kaa
Mahmood Ayaz
Ghazal
maqaam aisaa bhii aayaa hai ishq me.n ki jahaa.n
nafas kii aamad-o-shud dil pe baar guzrii hai
Bismil Aghai
Ghazal
nafs kii aamad-o-shud par bhii iKHtiyaar nahii.n
ye zindagii hai to maqsuud-e-zindagii kyaa hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
ab to nafas kii aamad-o-shud bhii hu.ii hai band
aisii jagah hai siine me.n paikaa.n kiye hu.e
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
saa.ns kii aamad-o-shud hai na davaamii hargiz
is kii raftaar bhii hai dard-e-jigar hone tak