SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamad-o-shud"
Nazm MATCHES FOR "aamad-o-shud"
Nazm
numaish mein
nafas ke aamad-o-shud se talaatum
shab-e-mahtaab me.n jaise samundar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hasil
aur ab ye jo muddat se hai aamad-o-shud nafas kii
usii ek lamha kii qiimat hai shaayad
Iftikhar Aazmi
Nazm
wapsi
raushnii pusht pe haale kii tarah
saa.ns kii aamad-o-shud thii na ko.ii jumbish-e-jism
Habib Tanvir
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
naved-e-aamad-e-roz-e-jazaa nahii.n aatii
ye kis KHumaar-kade me.n nadiim hai.n ham tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
aamad-e-fasl-e-bahaarii kii KHushii me.n naache
guu.ndnii bojh se apne hii jhukii pa.Dtii hai
Akhtarul Iman
Nazm
ek taswir
dard kii raat vahii karb kaa ehsaas vahii
aamad-e-sub.h-e-tamanna kaa gumaa.n kyaa guzre
Muslim Shameem
Nazm
ek taswir
dard kii raat vahii karb kaa ehsaas vahii
aamad-e-sub.h-e-tamanna kaa gumaa.n kyaa guzre
Muslim Shameem
Nazm
gul-farosh
payaam-e-aamad-e-fasl-e-bahaar detii hai
junuu.n-nasiib dilo.n kii du.aa.e.n letii hai
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
fawwara
kyaa tujhe bhii intizaar-e-aamad-e-mahbuub hai
kyo.n pareshaa.n is qadar hai kyaa tujhe matluub hai
Saqib Kanpuri
Nazm
shair ki duniya
umaD aa.e hai.n nuur ke tuufaa.n
laala-zaaro.n me.n phuul nikhre hai.n
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
shairi ka janaza
aamad-e-mauzuu.n thii yaa ba.Dhtaa hu.aa sailaab thaa
she’r kaaGaz par nikharne ke liye betaab thaa
Barq Aashiyanvi
Nazm
ek ehsas
mire aziizo mire dosto gavaah raho
birah kii raat kaTii aamad-e-sahar na hu.ii