SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaqaa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "aaqaa.o.n"
Ghazal
apne aaqaa.o.n ke aibo.n ko mahaasin samjhe
itnii paaband-e-aqiidat to re.aayaa bhii nahii.n
Shakeel Jamali
Ghazal
is daur ke aaqaa.o.n kii aadat nahii.n badlii
ham jaise faqiiro.n kii bhii fitrat nahii.n badlii
Saba Bilgrami
Ghazal
Najeeb Ahmad
Ghazal
us ko kuchh KHauf nahii.n dahr ke aaqaa.o.n kaa
vo kumak zaahir-o-mastuur ataa kartaa hai
Saleem Figar
Ghazal
markaz-o-mehvar yahaa.n keval KHudaa kii zaat hai
ye zaraa sii baat aaqaa.o.n ko samjhaa.e ko.ii
Rahib Maitreya
Ghazal
us ne faa.ez kiye aaqaa.o.n ke mansab pe Gulaam
aur KHud jism pe bosiida labaada rakkhaa
Anwar Bari
Ghazal
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
rahnumaa.o.n kii adaa.o.n pe fidaa hai duniyaa
is bahaktii hu.ii duniyaa ko sa.nbhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
ham ne chup rahne kaa ahd kiyaa hai aur kam-zarf
ham se suKHan-aaraa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
bismil ke ta.Dapne kii adaa.o.n me.n nasha thaa
mai.n haath me.n talvaar liye jhuum rahaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
vasl ke tiin sau terah me.n kahii.n huu.n maujuud
hijr ke maarka-aaraa.o.n me.n dekhaa gayaa huu.n
Nadeem Bhabha
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
in shoKH hasiino.n kii adaa aur hii kuchh hai
aur in kii adaa.o.n me.n mazaa aur hii kuchh hai
Abul Kalam Azad
Ghazal
kaj-adaa.o.n kii inaayat hai ki ham se ushshaaq
kabhii diivaar ke piichhe kabhii diivaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
hamesha amn nahii.n hotaa faaKHtaa.o.n me.n
kabhii-kabhaar uqaabo.n se bhii kalaam karo
Nida Fazli
Ghazal
katraa rahe hai.n aaj ke suqraat zahr se
insaan maslahat kii adaa.o.n me.n kho gayaa