SEARCH RESULTS
Showing search results for "aar-paar"
Ghazal MATCHES FOR "aar-paar"
Ghazal
tanii hu.ii hai dhanak kii tarah lahuu kii kamaa.n
lagaa vo tiir jo manzar ke aar-paar nahii.n
Lutf-ur-rahman
Ghazal
azaab ye bhii kisii aur par nahii.n aayaa
ki ek umr chale aur ghar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
pahluu ke aar-paar guzartaa hu.aa saa ho
ik shaKHs aa.ine me.n utartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
Gubaar-e-vaqt ke gar aar-paar dekhiyegaa
to ek pal me.n miraa shahsavaar dekhiyegaa
Ahmad Shahryar
Ghazal
ab aar-paar dhyaan kii mash.al kahaa.n hai 'zeb'
gunjaan dard kaa mire andar dhu.aa.n hai 'zeb'
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
dhuup is paar kii us paar banaane ke liye
rah me.n ik din hai lagaataar banaane ke liye
Shaheen Abbas
Ghazal
faisla us paar yaa is paar honaa chaahiye
kyo.n junuun-e-ishq ko ma.njdhaar honaa chaahiye