SEARCH RESULTS
Showing search results for "aariz"
Ghazal MATCHES FOR "aariz"
Ghazal
aariz pe shafaq, daaman-e-mizhgaa.n me.n sitaare
yuu.n ishq kii tauqiir ba.Dhaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aariz ashko.n se tire tar nahii.n dekhe jaate
KHaak me.n rulte ye gauhar nahii.n dekhe jaate
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
hamaare shauq ke aasuuda-o-KHush-haal hone tak
tumhaare aariz-o-gesuu kaa saudaa ho chukaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
saa.at-e-diid ki aariz hai.n gulaabii ab tak
avvalii.n lamho.n ke gulnaar hijaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
phuul par os hai aariz pe namii ho jaise
us ke chehre pe mirii aa.nkh dharii ho jaise
Ateeq Anzar
Ghazal
Noman Anwar
Ghazal
qurbaan jaa.uu.n husn-e-qamar intisaab ke
'aariz hai.n yaa hai.n phuul shagufta gulaab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
zulf me.n KHushbuu na thii yaa rang aariz me.n na thaa
aap kis kii aarzuu me.n gulsitaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
bahaar hai tire aariz se lau lagaa.e hu.e
charaaG laala-o-gul ke hai.n jhilmilaa.e hu.e
Asar Lakhnavi
Ghazal
ye hasiin fitrat ke husn kaa aniilaa-pan
zindagii ke aariz par ye kariih piilaa-pan