SEARCH RESULTS
Showing search results for "aate"
Ghazal MATCHES FOR "aate"
Ghazal
ho.nTo.n pe mohabbat ke fasaane nahii.n aate
saahil pe samundar ke KHazaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
dil me.n ab yuu.n tire bhuule hu.e Gam aate hai.n
jaise bichh.De hu.e kaabe me.n sanam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
mil hii aate hai.n use aisaa bhii kyaa ho jaa.egaa
bas yahii naa dard kuchh dil kaa sivaa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
merii tanhaa.ii ba.Dhaate hai.n chale jaate hai.n
hans taalaab pe aate hai.n chale jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
hu.ii taaKHiir to kuchh baa.is-e-taaKHiir bhii thaa
aap aate the magar ko.ii inaa.n-giir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sadaa.e.n dete hu.e aur KHaak u.Daate hu.e
mai.n apne aap se guzraa huu.n tujh tak aate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
tumhaarii raah me.n miTTii ke ghar nahii.n aate
isii liye to tumhe.n ham nazar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
yuu.n to pahle bhii hu.e us se ka.ii baar judaa
lekin ab ke nazar aate hai.n kuchh aasaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa-e-tasavvur ham aabaad nahii.n karte
yaad aate ho tum KHud hii ham yaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
dahan par hai.n un ke gumaa.n kaise kaise
kalaam aate hai.n darmiyaa.n kaise kaise