SEARCH RESULTS
Showing search results for "aate"
Nazm MATCHES FOR "aate"
Nazm
namaz
badal ke bhes phir aate hai.n har zamaane me.n
agarche piir hai aadam javaa.n hai.n laat-o-manaat
Allama Iqbal
Nazm
intizar
raat bhar diida-e-namnaak me.n lahraate rahe
saa.ns kii tarah se aap aate rahe jaate rahe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
raqib se!
naa-tavaano.n ke nivaalo.n pe jhapaTte hai.n uqaab
baazuu tole hu.e ma.nDlaate hu.e aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kabhi kabhi
guzar rahaa huu.n kuchh an-jaanii rahguzaaro.n se
muhiib saa.e mirii samt ba.Dhte aate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
intiqam
us kaa chehra, us ke KHadd-o-KHaal yaad aate nahii.n
ik shabistaa.n yaad hai
Noon Meem Rashid
Nazm
boski
vaqt ko aate na jaate na guzarte dekhaa
na utarte hu.e dekhaa kabhii ilhaam kii suurat
Gulzar
Nazm
ye sarae hai
ye saraa.e hai yahaa.n kis kaa Thikaanaa Dhuu.nDo
yaa.n to aate hai.n musaafir so chale jaate hai.n
Ibn-e-Insha
Nazm
ye sarae hai
ye saraa.e hai yahaa.n kis kaa Thikaanaa Dhuu.nDo
yaa.n to aate hai.n musaafir so chale jaate hai.n
Ibn-e-Insha
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
uTTho sab KHaalii haatho.n ko
is ran se bulaave aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
aasaar to kuchh kuchh nazar aate hai.n ki aaKHir
tadbiir ko taqdiir ke shaatir ne kiyaa maat
Allama Iqbal
Nazm
subh hote hi
sub.h hote hii aaTh karo.D masKHare nikal aate hai.n sa.Dko.n par
aur shuruu.a kar dete hai.n naach
Sarvat Husain
Nazm
nazm
hamaarii pahlii mulaaqaat yaad hai naa tumhe.n
ishaare karte the tum mujh ko aate jaate hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
KHub-surati
chehre be-shumaar chehre
nazar aate hai.n zindagii kii raaho.n par