SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-fishaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "aatish-fishaa.n"
Ghazal
Amanullah Khalid
Ghazal
aatish-fishaan zaKHm-e-zabaa.n ban gayaa hai KHud
kis ne likhii hai KHuun se tahriir kyaa kahuu.n
Qurban Aatish
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
ye aisaa hotaa hai aatish-fishaan se pahle
darak rahii hai.n zamiine.n chaTaan se pahle
Javed Qaseem
Ghazal
thii apne aap me.n aatish-fishaa.n havaa ko.ii
lagii thii aag kisii ko makaa.n jalaa ko.ii
Asim Wasti
Ghazal
Laxmi Narayan Farigh
Ghazal
mirii aah-e-aatish-fishaa.n dekhtii hai
liye ghar se har aan qur.aan niklaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
hamaare KHauf kii had ba.Dh rahii hai
bahut nazdiik hai aatish-fishaa.n se
Tasleem Ahmad Aarfi
Ghazal
garduu.n se aaj hai falak-e-zulm phaT pa.Daa
siina me.n aaj hii dam-e-aatish-fishaa.n na thaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
ai barq jis kii laakh jahannum the jeb me.n
ek ik sharar vo naala-e-aatish-fishaa.n me.n thaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
dil me.n aatish-fishaa.n thaa zaKHm ko.ii
aur dhu.aa.n uTh rahaa thaa aa.nkho.n me.n
Zyesha Usmaan
Ghazal
zar-e-gul ban gayaa naala hamaaraa
chaman me.n bhii hamii.n aatish-fishaa.n the
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
aatish-fishaa.n pahaa.D the laave nigal ga.e
shaatir-mizaaj log na.ii chaal chal ga.e
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
tum chale jaa.oge lekin mere siine me.n sadaa
raakh me.n lipTaa hu.aa aatish-fishaa.n rah jaa.egaa
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
mimbar-o-mehraab se aatish-fishaa.n hote to hai.n
vaqt kii dahliiz par dastaar rakh jaataa hai kaun
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
ye KHauf hai kahii.n aatish-fishaa.n na ban jaa.e
hamaare paa.nv ke niiche dabaa hu.aa saa kuchh
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
ashko.n se jis ke gaa.nv ke sab pe.D jal ga.e
sadiyaa.n nigal chukaa hai us aatish-fishaa.n kaa dukh
Basit Ali Raja
Ghazal
har zaruurat ko dabaa kar sabr ko mat aazmaa
KHatm kar detaa hai sab kuchh phuuT kar aatish-fishaa.n