SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-parast"
Ghazal MATCHES FOR "aatish-parast"
Ghazal
bahut KHaraab rahaa but-kade me.n ai 'aatish'
KHudaa-parast hai chal KHaana-e-KHudaa kii taraf
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n ek e'tibaar se aatish-parast thaa
vo saare zaaviyo.n se chaman kii shariik thii
Mustafa Zaidi
Ghazal
bastii ke saare log hii aatish-parast the
ghar jal rahaa thaa aur samundar qariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
tajsiim kar rahaa hai vo dast-e-kamaal se
aatish-parast dahriye muslim hunuud KHaak
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
ye ko.ii baat hai aatish-parast logo.n kii
kal ek pe.D ko zinda jalaa diyaa gayaa thaa
Mehshar Afridi
Ghazal
Darne lage hai.n aag se aatish-parast bhii
dekhe hai.n jab se chaaro.n taraf sar jale hu.e
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
'ajab mizaaj kaa aatish-parast huu.n mai.n bhii
ko.ii jo aag ko puuje to aag lag jaa.e
Mazhar Husain Syed
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhaa hai jab se ra.ng-e-kafak tere paa.nv me.n
aatish ko chho.D gabr hu.e hai.n hinaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
sab zar-parast the sar-e-baazaar bik ga.e
vo qiimate.n ba.Dhii.n ki KHariidaar bik ga.e
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
saKHaavato.n ke bahaane se chhal rahe hai.n log
na jaane kaun se saa.nche me.n Dhal rahe hai.n log
Kailash Guru Swami
Ghazal
qadam qadam pe charaaG-e-adaa jalaate hu.e
abhii abhii ko.ii guzraa hai muskuraate hu.e
Noorul Hasan Noor
Ghazal
ai vaqt terii aa.nkh kaa kaajal rahe hai.n ham
har ek mas.ale kaa tire hal rahe hai.n ham
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
zindagaanii kaa maza us ne hii paayaa hogaa
jis ne siine se Gariibo.n ko lagaayaa hogaa
Mohibullah Rafiq
Ghazal
vafaa-parast hai aatish-fishaa.n kaa rakhvaalaa
sanam-kade me.n barahman hai kyaa kiyaa jaa.e
Afroz Alam
Ghazal
Bahram ji
Ghazal
misl-e-hubaab-e-bahr na itnaa uchhal ke chal
hai.n saath saath mauj-e-havaadis sambhal ke chal
Bayan Meeruthi
Ghazal
abhii gulo.n me.n ko.ii joshish-e-numuu to nahii.n
abhii bahaar pe duniyaa-e-rang-o-buu to nahii.n
Saadat Nazeer
Ghazal
ha.ngaam-e-naza.a mahv huu.n tere KHayaal kaa
mushtaaq huu.n farishta-e-saahib-jamaal kaa