SEARCH RESULTS
Showing search results for "aayat"
Ghazal MATCHES FOR "aayat"
Ghazal
dil kii taKHtii pe bhii aayaat likhii rahtii hai.n
vaqt mil jaa.e to un kii bhii tilaavat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
naazil ho kabhii zehn pe aayaat kii suurat
aayaat me.n Dhal jaa kabhii jibriil dahan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
tire siine se mire siine me.n aayaat utre.n
suura-e-kashf-o-karaamaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
samjhii ga.ii jo baat hamaarii Galat to kyaa
yaa.n tarjuma kuchh aur hai aayat kuchh aur hai
Anjum Rumani
Ghazal
daulat hai ba.Dii chiiz hukuumat hai ba.Dii chiiz
in sab se bashar ke liye izzat hai ba.Dii chiiz
Nooh Narvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aa.e ham 'Gaalib'-o-'iqbaal' ke naGmaat ke ba.ad
'mus.haf'-e-ishq-o-junuu.n husn kii aayaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
KHud ko is hosh me.n mad.hosh banaane ke liye
aayat-e-husn pa.Dhuu.n dekhtaa jaa.uu.n tujh ko
Mubashshir Saeed
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
mere lafzo.n ko bhii dete hai.n vo aayaat-e-shifaa
haa.n vahii hurmat-e-injiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
guu.njii na kyuu.n falak se ko.ii aayat-e-Gazab
ye gumbad-e-sukuut sadaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
log kahte hai.n hijaabaat nahii.n juz aayaat
kis se kahiye ki ye aayaat hai.n KHud zaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
'aalam tamaam us kaa giraftaar kyuu.n na ho
vo naaz-pesha ek hai 'ayyaar kyuu.n na ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek aayat pa.Dh ke apne-aap par dam kar diyaa
ham ne har chehre kii jaanib dekhnaa kam kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
apne mai-KHaane se ghabraa ke mai.n baahar aayaa
jab haram se ko.ii niklaa na shanaasaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
mujh ko to Das rahii hai.n ye aayaat-e-vasl bhii
aur hijr bhii muhaal hai tum kyo.n chale ga.e