SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazurda"
Ghazal MATCHES FOR "aazurda"
Ghazal
aazurda is qadar huu.n saraab-e-KHayaal se
jii chaahtaa hai tum bhii na aa.o KHayaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jis haath kii taqdiis ne gulshan ko sa.nvaaraa
us haath kii taqdiir pe aazurda rahii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
'Gaalib' o 'shefta' o 'nayyar' o 'aazurda' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai-KHaane me.n aajiz hu.e aazurda-dilii se
masjid kaa na rakkhaa hame.n aashufta-sarii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
rahe us shoKH se aazurda ham chande takalluf se
takalluf bartaraf thaa ek andaaz-e-junuu.n vo bhii
Mirza Ghalib
Ghazal
'saudaa' se shaKHs ke ta.ii.n aazurda kiijiye
ai KHud-parast haif nahii.n tuu vafaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mat baiTh bahut ishq ke aazurda dilo.n me.n
naala kasuu mazluum kaa taasiir na kar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
haa.n mujhe bhii ho gila be-mehrii-e-haalaat kaa
tujh ko aazurda agar merii pareshaanii kare
Ahmad Faraz
Ghazal
hai bazm-e-butaa.n me.n suKHan aazurda-labo.n se
ta.ng aa.e hai.n ham aise KHushaamad-talabo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
ik naa-umiid ke liye itnaa na sochiye
aazurda dil rahaa bhii to be-dil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
'aazurdaa' ho.nT tak na hile us ke ruu-ba-ruu
maanaa ki aap saa ko.ii jaaduu-bayaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
aazurda huu.n aduu ke jo kahne pe ai 'zafar'
ne aise shaKHs vo hai.n na ham aise shaKHs hai.n