SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-ra.ng-ra.ng"
Ghazal MATCHES FOR "abr-e-ra.ng-ra.ng"
Ghazal
nau-ba-nau ye jalva-zaa.ii ye jamaal-e-ra.ng-ra.ng
mohlat-e-dil ek lahza daaman-e-nazzaara ta.ng
Hameed Naseem
Ghazal
kyaa ziist aab-o-rang kaa dhokaa kahe.n jise
ahl-e-nigaah KHvaab-e-zuleKHaa kahe.n jise
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
aavaargii-e-ra.ng hai KHvaabo.n kii tarah hai
vo shaKHs shafaq-zaar gulaabo.n kii tarah hai
Ishrat Rumani
Ghazal
ziyaa-e-ra.ng bhii kuchh to dostii karo yaar
bahut a.ndheraa hai kamre me.n raushnii karo yaar
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
numuud-e-ra.ng se begaana-vaar aa.ii hai
KHizaa.n kaa bhes badal kar bahaar aa.ii hai
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
na sail-e-ra.ng na sayyaara maahtaab miraa
hai mere siine me.n a.ngaara maahtaab miraa
Ishrat Zafar
Ghazal
jahaan-e-rang jahaan-e-KHaraab dono.n laa.o
hamaare vaaste kaa.nTe gulaab dono.n laa.o
Mukhtar Ansari
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
nik.hat-o-ra.ng na mausam kii havaa Thahrii hai
gul kii qismat me.n ba-har-haal fanaa Thahrii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
talaash-e-ra.ng me.n aavaara misl-e-buu huu.n mai.n
guzar ke aap se apnii hii justujuu huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
junuun-e-ra.ng ham-aaha.ngii-e-mazaaq tumhii
binaa-e-ra.nj tumhii vaj.h-e-ittifaaq tumhii
Ain Salam
Ghazal
is kaar-e-gah-e-rang me.n ham ta.ng nahii.n kyaa
jo sar pe lagaa hai abhii vo sang nahii.n kyaa
Baqi Siddiqui
Ghazal
na chhe.D naam-o-nasab aur nasl-o-rang kii baat
ki chal nikaltii hai aksar yahii.n se jang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
dariyaa-e-nuur-o-ra.ng hai nik.hat hai zindagii
paiGambar-e-KHuluus-o-mohabbat hai zindagii
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
mausam-e-ra.ng bhii hai fasl-e-KHizaa.n bhii taarii
dekhnaa KHuun ke dhabbe hai.n ki hai gul-kaarii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
fusuun-e-rang tajallii-e-KHvaab-zaar na de
nigaah de bhii to minnat-kash-e-sahaar na de
Manzar Eijaz
Ghazal
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
aap ke Gam ko chhupaa luu.n ye bajaa farmaayaa
aur agar ra.ng-e-ruKH aamaada-e-parvaaz rahe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log