SEARCH RESULTS
Showing search results for "abra.ng"
Ghazal MATCHES FOR "abra.ng"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo aa.nkh ki hai surma-e-afra.ng se raushan
purkaar o suKHan-saaz hai namnaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
suuraj-dimaaG log bhii ablaaG-e-fikr me.n
zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
agar vajuud me.n aaha.ng hai to vasl bhii hai
vo chaahe nazm kaa Tuk.Daa ki nasr-paara ho
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
firdaus jo teraa hai kisii ne nahii.n dekhaa
afra.ng kaa har qarya hai firdaus kii maanind
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii matvaalii ghaTaa thii ki javaanii kii uma.ng
jii bahaa le gayaa barsaat kaa pahlaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mujh ko to sikhaa dii hai afra.ng ne zindiiqii
is daur ke mullaa hai.n kyuu.n na.ng-e-musalmaanii
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
saahib-e-saaz ko laazim hai ki Gaafil na rahe
gaahe gaahe Galat-aaha.ng bhii hotaa hai sarosh
Allama Iqbal
Ghazal
vaa.n pahu.nch kar jo Gash aataa pa.e-ham hai ham ko
sad-rah aaha.ng-e-zamii.n bos-e-qadam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
ik nuqte pe aa kar bhii ham-aaha.ng nahii.n hai.n
tuu apnaa fasaana hai to mai.n apnii sadaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
jis me.n na ko.ii rang na aaha.ng na KHushbuu
tum aise gulistaa.n ko jalaa kyuu.n nahii.n dete