SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsaana-e-ulfat"
Ghazal MATCHES FOR "afsaana-e-ulfat"
Ghazal
mai.n us ko suurat-e-KHargaah-o-KHema huu.n 'ulfat'
miraa sanam mujhe misl-e-tanaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
rashk aataa hai mujhe rasm-e-vafaa par 'ulfat'
bevafaa honaa yahaa.n shart-e-vafaa hai ab bhii
Jawed Ulfat
Ghazal
vaise har baat se rakkhaa use vaaqif ham ne
lekin afsaana-e-ulfat ko chhupaa.e rakkhaa
Aks samastipuri
Ghazal
pahu.nchaa hai qayaamat me.n bhii afsaana-e-ulfat
itnii bhii kisii baat kii shohrat nahii.n achchhii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
diivaaro.n me.n dafnaa.ii ga.ii hai.n ka.ii baate.n
har ii.nT me.n afsaana-e-diivaar sunoge
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
dekhiye haal-e-pareshaa.n ko ulaT kar 'ulfat'
ham kisii maazii ke kho.e hu.e aa.inda hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
chaaraagar afsaana-e-barbaadii-e-ulfat na puuchh
muztarib siine me.n ruuh-e-'aashiqii ho jaa.egii
Jaleel Qidwai
Ghazal
mai.n apne daa’vaa-e-ulfat se aaj baaz aayaa
guzar ga.ii hai magar sharmsaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
dars-e-ulfat hai zamaane ke liye meraa junuu.n
shauq se ahl-e-basiirat mujh ko diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
bahut din dars-e-ulfat me.n kaTe hai.n
mohabbat ke sabaq barso.n raTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aatish-e-ulfat kii dha.Dkan ba.Dh ga.ii
gir pa.Daa dil shola-e-ruKHsaar me.n