SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsar-e-a.alaa"
Ghazal MATCHES FOR "afsar-e-a.alaa"
Ghazal
Abeer AbuZari
Ghazal
mataa-e-Gam chhupaa.e.n kyo.n na 'afsar'
shariifo.n kii yahii zar-daariyaa.n hai.n
Saeed Afsar
Ghazal
nahii.n hai masraf-e-jaan aur kuchh magar ye hai
tamaam aalam-e-imkaa.n jhi.njho.D jaanaa hai
Saeed Afsar
Ghazal
in mah-ruKHo.n ke 'ishq me.n 'afsar' miraa kalaam
aataa hai baam-e-arsh se nikhraa hu.aa tamaam
Afsar Saleem Afsar
Ghazal
KHud kii tanhaa.ii ai 'afsar' hai muqaddar lekin
apnii ehsaas kii samto.n ko na tanhaa karnaa
Razzaq Afsar
Ghazal
merii afsurdagi-e-dil pe nazar kii tuu ne
shukriya hausla 'afsar' kaa ba.Dhaane vaale
Afsar Deccani
Ghazal
kab tak sune.nge ham gul-o-bulbul kii daastaa.n
'afsar' shu'uur-o-fikr me.n jiddat bhii chaahiye
Afsar Deccani
Ghazal
ajab nahii.n ki agar aa.iina muqaabil ho
tumhaarii teG-e-adaa KHud tumhaarii qaatil ho
Afsar Allahabadi
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
Afsar Allahabadi
Ghazal
Afsar Mahpuri
Ghazal
ye hastii-e-dil us pe ye tuufaan-e-tamannaa
allaah re ai josh-e-faraavaan-e-tamannaa
Hamidullah Afsar
Ghazal
aisaa na paayaa ko.ii bhii us but kaa naqsh-e-paa
jis par ki aashiqo.n ke nishaan-e-jabii.n nahii.n
Afsar Allahabadi
Ghazal
Afsar Mahpuri
Ghazal
har aks giraftaar-e-aa.iina hai ai 'afsar'
parchhaa.ii.n bhii insaa.n kii aa.iina-numaa hogii
Mohammad Afsar Raunqi
Ghazal
pyaasii zamii.n kaa aa.ina hai zindagii mirii
sahraa.o.n kaa saraab miraa arz-e-haal hai
Khursheed Afsar Baswani
Ghazal
na jaane kaun sii manzil hai dil ke pesh-e-nazar
ki KHaak-e-aalam-e-imkaa.n to chhaan lii mai.n ne
Mohammad Ishaq Afsar Afaqi
Ghazal
rahe to ham rahe daar-o-rasan ke diivaane
hamii.n ne parvarish-e-jazba-e-anaa kii hai
Mohammad Ishaq Afsar Afaqi
Ghazal
nizaam-e-aql kii taqdiir 'afsar'
mizaaj-e-dil abhii barham nahii.n hai