SEARCH RESULTS
Showing search results for "aish-o-aaraam"
Ghazal MATCHES FOR "aish-o-aaraam"
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
kuchh aise kii hai adaa rasm-e-bandagii mai.n ne
guzaar dii tire va.ade pe zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
hai 'aish' saath ko.ii raahbar na hamraahii
kaTegii dekhiye tanhaa rah-e-vafaa kaise
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
parde me.n kaa.enaat ke maujuud har jagah
is par ye ehtimaam ye aalam hijaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
ronaa to hai bas us kii mahruumii-e-qismat kaa
ye daulat-e-Gam jis kii taqdiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
jaa.n burii mushkil bhii ham ko ai 'iram'
vo bachaa lete to kuchh mushkil na thaa
Iram Lakhnavi
Ghazal
ai naaz-e-ishq daar-o-rasan kii bisaat kyaa
mere vufuur-e-shauq-e-shahaadat ke saamne
Iram Lakhnavi
Ghazal
uf ye ma.aal-e-justajuu ba.ad-e-kamaal-e-justajuu
pahu.nche vahii jagah kahne lagii yahaa.n kahaa.n
Iram Lakhnavi
Ghazal
KHush-baKHt hai vo jis ke muqaddar me.n 'iram' hai
mai.n saath me.n ik baaG-e-iram le ke chalii huu.n
Erum Zehra
Ghazal
na faqat yaar bin sharaab hai talKH
aish o aaraam o KHurd o KHvaab hai talKH
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
ham us ke saamne husn-o-jamaal kyaa rakhte
jo be-misaal hai us kii misaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
'iram' par dhuup kaa ehsaas Gaalib aa nahii.n saktaa
mire sar par abhii tak saaya-e-diivaar zinda hai