SEARCH RESULTS
Showing search results for "aivaan"
Ghazal MATCHES FOR "aivaan"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
mai.n ne bhejaa tujhe aivaan-e-hukuumat me.n magar
ab to barso.n tiraa diidaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sar-e-aivaan-e-tarab naGma-saraa thaa ko.ii
raat bhar us ne tirii yaad dilaa.ii mujh ko
Nasir Kazmi
Ghazal
piir-e-mai-KHaana ye kahtaa hai ki aivaan-e-fara.ng
sust-buniyaad bhii hai aa.iina-diivaar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
dariyaa-e-ashk chashm se jis aan bah gayaa
sun liijiyo ki arsh kaa aivaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye inqilaab to ta.amiir ke mizaaj me.n hai
giraa.e jaate hai.n aivaa.n bane-banaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ye to chaltii nahii.n p-m kii ijaazat ke baGair
is ko aivaan-e-sadaarat kii havaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
jahaa.n me.n chaahiye aivaan o qasr shaaho.n ko
ye ek gumbad-e-garduu.n hai bas gadaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
TuuTii mez aur jalii kitaabe.n rah jaa.e.ngii
drone giregaa amn kii baate.n rah jaa.e.ngii
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
sifaat o zaat ke aivaan-e-ruuh-parvar tak
subuu se faasala-e-niim-gaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
ik vahii KHush-jamaal tho.Dii hai
husn vaalo.n kaa kaal tho.Dii hai
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
dariyaa kii taraf dekh lo ik baar mire yaar
ik mauj ki kahtii hai mire yaar mire yaar