SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajr"
Ghazal MATCHES FOR "ajr"
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sab kaa ahvaal vahii hai jo hamaaraa hai aaj
ye alag baat ki shikva kiyaa tanhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
naala hai bulbul-e-shoriida tiraa KHaam abhii
apne siine me.n ise aur zaraa thaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
'uzr-aafriin-e-jurm-e-mohabbat hai husn-e-dost
mahshar me.n 'uzr-e-taaza na paidaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
Gairo.n pe lutf ham se alag haif hai agar
ye be-hijaabiyaa.n bhii ho.n uzr-e-hayaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ishq rusvaa ho chalaa be-kaif saa bezaar saa
aaj us kii nargas-e-Gammaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sayyaad kii razaa ye ham aa.nsuu na pii sake
uzr-e-Gam-bahaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
kam-nigaahii kii hame.n KHud bhii kahaa.n thii taufiiq
kam-nigaahii ke liye uzr na chaahe jaate