SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ajr"
Ghazal
sab kaa ahvaal vahii hai jo hamaaraa hai aaj
ye alag baat ki shikva kiyaa tanhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
Mohsin Naqvi
PAGE MATCHES FOR "ajr"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ajr"
Ghazal
zindagii me.n to na ik dam KHush kiyaa ha.ns bol kar
aaj kyuu.n rote hai.n mere aashnaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
azaab-e-gard-e-KHizaa.n bhii na ho bahaar bhii aa.e
is ehtiyaat se ajr-e-vafaa na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
is me.n bhii ajr hai nihaa.n naflii namaaz kaa
masjid me.n bhiik maa.ngte saa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Sher
tuu saraapaa ajr ai zaahid mai.n sar-taa-paa gunaah
baaG-e-jannat terii KHaatir karbalaa mere liye
Meer Anees
Sher
ye saarii jannate.n ye jahannam azaab o ajr
saarii qayaamate.n isii duniyaa ke dam se hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Sher
mujhe tauba kaa puuraa ajr miltaa hai usii saa.at
ko.ii zohra-jabii.n piine pe jab majbuur kartaa hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
muddato.n baa'd jo royaa huu.n to ye sochtaa huu.n
aaj to siina-e-sahraa se bhii dariyaa niklaa














