SEARCH RESULTS
Showing search results for "akl-e-halaal"
Ghazal MATCHES FOR "akl-e-halaal"
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye aur baat ki anjaane laGzishe.n ho jaa.e.n
magar shu.uur-e-haraam-o-halaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jinhe.n hamaare lahuu kii lat hai kisii ne un se
KHumaar-e-rizq-e-halaal puuchhaa to kyaa kahe.nge
Kabeer Athar
Ghazal
yahii mehnato.n kaa sila rahaa to phir ai KHudaa
mujhe lutf-e-rizq-e-halaal nahii.n aa.egaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
mai.n ne kisii kaa hijr kamaayaa thaa raat-din
ab KHarch kar rahaa huu.n jo rizq-e-halaal thaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
hamaarii tarah hii rizq-e-halaal khaa.e jo
hamaare netaa kaa aisaa maqaam tho.Dii hai
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
tabii.ato.n me.n takabbur anaa taa-vaqteki
lahuu me.n dau.De naa rizq-e-halaal kii KHushbuu
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
zaahid KHudaa kii dii hu.ii ne'mat kaa rang dekh
is se tamiiz hogii haraam-o-halaal kii