SEARCH RESULTS
Showing search results for "albatta"
Ghazal MATCHES FOR "albatta"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mile agar lab-e-shiirii.n kaa tere ik bosa
to lutf ho mujhe albatta yaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye sun ke mai.n ne 'naziir' us se yuu.n kahaa ha.ns kar
jo ko.ii bole to albatta boliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
dahan me.n aap ke albatta ham ko hujjat hai
kamar kaa bhed jo puuchhuu.n miyaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
habs-e-dam ke mo'taqid tum hoge shaiKH-e-shahr ke
ye to albatta ki sun kar la.an dam khaane lagaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tire labo.n se hai albatta ik halaavat-e-ziist
nabaat-e-qand-e-shakar a.ngbii.n to kuchh bhii nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
albatta kare man.a hame.n ishq-e-butaa.n se
tujh saa jo ko.ii aql se ma.azuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
Ahmad Zafar
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
albatta hove matl.a-e-diivaan aaftaab
tujh husn kii sifat me.n agar fard boliye
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ruuh to taariikiyo.n me.n Garq ho kar rah ga.ii
jism albatta hai apnaa raushnii ke saamne